Monday 2 December 2019

How to earn money online from home without investment

Meesho app kya hai (Beginners Guide) | Meesho app se paise kaise kamaye

Hello Dosto,

Kaise hai aap sab aasha karta hun bahot badiya honge or apni life ko acchese enjoy karrahe honge. Kya aap apna khud ka ek business start karna chahte hai without any investment or vobhi ghar bethe bethe? 😮


Agar aap ka answer ha hai to dosto aaj me aap k liye ek badiya android/ios application lekar aaya hun jis ki help se aap apna khudka ek business start kar sakte ho or mahine ka minimum 25,000 R.s kamasakteho.


Dosto sathme ye baat batadu ki es app ne lakho logo ki life ko change kardiya hai phir chahe vo housewife ho, student ho ya job going person ho or aaj aapki baari hai agar aapko yakeen nahi horaha to koi baat nahi aap es post ko end tak padhiye aap ko sabkuch acche se samj me aajayega.

Jis application ki me baat  kar rahahun us ka naam hai Meesho, ji ha dosto aaj me aapko meesho k baare me batana chahta hun ki meesho app se paise kaise kamay.

To chaliye sabse pehle to ye dekhlete hai ki actually meeso app kya hai.


Meesho App Kya Hai


Meesho app ek reselling app hai jis ki shuruaat December 2015 me IIT Delhi graduates Vidit Aatrey and Sanjeev Barnwal ne kithi.

Meesho app par aapko hazaaro products milenge ji ha hazaaro products, aapko kuch nahi karna aapko jo product accha lage us product ko apne dosto-rishtedaro ko share karna hai or agar aapko aisa lagta hai ki aap ke dost ya rishte dar aap se products nahi purchase karenge ya aapko products sell karne me koi dout hai ki me products kisko sell karunga, kaha sell karunga etc etc.. 

To tension lene ki koi zarurat nahi hai me aapko bataunga ki meesho app se paise kaise kamay or kaise aapko zyada se zyada orders mile un sabhi problems ka mere paas bahot hi badiya solution hai but usse pehle hum yeh dekhlete hai ki meesho app kaise use kare or meesho app par apna khudka account kaise banaaye.

Meesho app kaise use kare (Step By Step Guide)

1. Meesho app ko use karne k liye aap sabse pehle niche diye huve button par click kare or jaise hi aap us button par click karenge aap sidhe playstore pe pohonch jayenge vahan se aapko meesho app ko download karlena hai.

2.  Download karne k baad meesho app ko open kare or jaise hi aap app ko open karenge aapko kuch aisa interface dekhne ko milega, aapko "signup for free" par click karna hai.
Meesho-app-kya-hai-Beginners Guide-Meesho-app-se-paise-kaise-kamaye
Screenshot

3. "Sign up for free" par click karne k baad aap ko apna mobile number daalna hoga 
mobile number daal kar next par click kare.
Meesho-app-kya-hai-Beginners Guide-Meesho-app-se-paise-kaise-kamaye
Screenshot
 4. Next par click karne k baad aapke phone number par meesho ki taraf se SMS me ek OTP bheja jayega jo aapko yaha daaldena hai and continue par click karna hai (jaisa ki aap screenshort me dekh sakte hai).
Meesho-app-kya-hai-Beginners Guide-Meesho-app-se-paise-kaise-kamaye
Screenshot
5. Continue par click karne par aapka number verified ho jayega or aap ka meesho ka account banchuka hai.
Screenshot
6. Ab aapke samne ek video play hogi jis me aapko meesho k bareme thodi information milegi agar aap chahe to vo video dekh sakte ho us video k niche aap ko language choose karne ka option milega vaha aap agar aap video English me dekhna chahte ho ya jobhi aap ki preferred language ho aap use select kar k vo video dekh sakte ho, by default hindi language selected hogi or agar aap ko vo video nahi dekhni to aap sidhe niche "No, I already know how meesho works" par click kare.
Meesho app kya hai (Beginners Guide) | Meesho app se paise kaise kamaye
Screenshot
7. Click karne k baad aapke samne Age, Gender and Occupation choose karne ka option milega jo aap apne hisabse daal sakte hai or continue par click kardijye OR agar aap yesab information nahi daalna chahte to siddha right-top corner par "SKIP" ka option hoga vahan se aap skip kardijye.
Meesho app kya hai (Beginners Guide) | Meesho app se paise kaise kamaye
Screenshot
8. Us k baad aapko kuch permission deni hogi jaisa ki aap niche screenshot me dekh sakte ho vaha par aapko "CONTINUE" par click karna hai or sabhi permission ko allow-allow kardena hai. 
Screenshot
9. To lijye ji ab aap ready hai meesho app se paise kamane k liye…


To dosto aapne ye to dekhliya ki Meesho app ko use kaise kare magar abhi tak aapko vo nahi pata ki meesho app actually me ek app nahi hai ye ek pura market hai jiski help se abtak "1 caror" se zyada log apna khudka successfully business run karrahe hai phir chahe vo homemakers ho, beauticians ho, women entrepreneurs ho ya college goining students ho ortoor wholesale traders bhi yahan se products purchase karte hai or apne shop ya stores par acche profit ke saath products ko sell karrahehai.




Admin

Author & Editor

Has laoreet percipitur ad. Vide interesset in mei, no his legimus verterem. Et nostrum imperdiet appellantur usu, mnesarchum referrentur id vim.